03

🙏🏻

Vakratunda Mahakaya,

Suryakoti Samaprabha.

Nirvighnam Kuru Me Deva,

Sarva-Kaaryeshu Sarvada.

Hey Vighnaharta,

har shuruaat aapse hi hoti hai.

Jahan rukawat ho, wahan raasta banaiye,

jahan darr ho, wahan himmat rakhiye,

aur jahan hum bhatak jaayein,

wahan humein sahi disha dikhaaiye.

Is kahaani ki pehli saans bhi

aapke naam se shuru hoti hai.

Kripa banaye rakhna, Ganpati Bappa.

Morya. 🌺🐘

Write a comment ...

Write a comment ...

thefictionflow

Fiction that feels like a hug—with a plot twist.